Standard (EADGBE)

Intro

 Gharko main nikla, tanha akela

 Saath mere kaun hai, yaar hai mera

 Jo bhi karna tha, kar aa gaya main

 Pyaar ko hi maante chalte jaana

(The 6ths are purely a matter of personal taste.

Use the regular majors E and A if they sound better.)

 Dekha hai aise bhi kisi ko aise hi

Apne bhi dil mein basaaye huye kuch iraade hain

 Dil ke kisi koney mein bhi kuch aise hi vaade hain

Inko liye jab hum chaley nazaare bhi humse miley

 o o o ooo

Dekha hai aise bhi kisi ko aise hi

Hanste hansate yun sub ko manaate hum jaayenge

Barson ki doori ko milke hum saath mitaayenge

Pyaar rahe, inke liye

Jo dhoonde woh unko miley

Thoda sa garaz hai, thodi si samajh hai

Chaahton ke daayre mein, rukna farz hai

Koi kehta hai, ke ghar aa gaya hai

Aarzoo bhi arz hai, ke badhte jaana

Dekha hai aise bhi kisi ko aise hi

Dil ke jharokhon mein ab bhi mohabbat ke saaye hai

Reh jaaye jo baad mein bhi hamaare woh paaye hain

Inke liye, ab hum chaley

Hazaaron mein hum bhi miley

Dekha hai aise bhi kisi ko aise hi

Tab - AJ