Standard (EADGBE)

Intro

Slide bar chords as:

->

->

->

Chorus

Kabhi Kabhi aditi Zindagi mein yuhi koi apna lagta hai

Kabhi Kabhi aditi woh bichad jaye to ek sapna lagta hai

 Aise mein koi kaise apnne aasun ko behene se roke

Aur kaise koi soch le everything's gonna be ok

Kabhi kabhi to lage zindagi mein rahi na khushi aur na maza

Kabhi kabhi to lage har din muskhil Aur har pal ek saza

 Aise mein koi kaise muskuraye kaise hasde kush ho ke

Aur kaise koi soch de everything's gonna be ok

Interlude

and then slide as (bar chords) Am -> Gm

Verse

Soch zara janejaa tujhko hum kitna chahte hai

Roote hai hum bhi agar teri aakhon mein aasun aate hain

Gana to aata nahi hai magar phir bhi hum gaate hain

Ki aditi maan kabhi kabhi sare jahan mein andhera hota hai

Lekin raat ke baad hi to savera hota hai

Chorus

Kabhi Kabhi aditi Zindagi Mein yuhi koi apna lagta hai

Kabhi Kabhi aditi woh bichad jaye to Ek sapna lagta hai

 Hey aditi hasde hasde hasde hasde hasde tu zara

 Nahi to bas thoda thoda thoda thoda thoda thoda muskura

Interlude chords

Tu Kush Hai to lage ki jahan mein chai hai kushi

Suraj nikle badlon se aur baate zindagi

Sunto zara madhosh hawa tujhse kehne lagi

Ki Aditi woh ko bichadte hain ek na ek din phir mil jate hain

Aditi jane tu ya jaane na phool phir khil jate hain