Standard (EADGBE)
Dil sunta hai, teri sadaa
Aa ru ba ru, ab toh zara
Be chain si, meri zindagi
Sunn kar teri, yeh dastaan
Jee na mera, aasan kar
Tu mil ke yeh, ehsaan kar
Kahin kho gaya, chain usko
Tere dard ko, ab jaan kar
Jaani ya o jaani ya
Bas roye dil mera
Aasu palkon pe nahin hai be wajah
Dil hai gum sadaa jaani ya
Tujhe paa liya, ya kho diya
Iss baat par, dil ro diya
Ke chaah kar, tu naa aa sakey
Tu waqt hai, guzra hua
Tujhe rakh liya, inn yaadon ne
Ik phool sa, kitaabon mein
Iss dil mein tu, rahega sadaa
Aur mehkega, inn saanson mein
Raaton mein tu jal jaata hai
Chehre mein tu dhal jaata hai
Taara hai tu mujh mein toota sa
Neendhon mein se jaga deta hai
Palkon ko bhigo deta hai
Dariya hai tu mujh mein dooba sa
Har waqt khwaabon ki tarah
Tu aata ra ha
Jaani ya o jaani ya
Din kya raat kya
Aahat ho koi, lagta hai sadaa
Ke tu hai wahan jaani ya
Jaani ya o jaani ya
Bas roye dil mera
Aasu palkon pe nahin hai be wajah
Dil hai gum sadaa jaani ya